ightroom / Lr App Kya Hai ?
Dosto Lr / Lightroom app ka pura name Adobe Photoshop Lightroom CC hai. Ab apko naam sunke pata chalgaya hoga ki iske company ka owner kon hai. Iske owner hai Adobe company iska naam toh apne suna hi hoga agar apko editing, graphics, media me interested hoto. Lightroom app ek multimedia Editing software hai. Halaki isme phele bas photo editing kar sakte the. Per isme 2022 ke new update ke bad isme video editing ka option bhi aa gaya hai. Is me colour grading, masking, healing, stamping , cloning, or bhi bahot types ki editing kar sakte hai. Or log sabse jyada iska mix tool lo pasand karte he or usko hi sabse use bhi karte hai. Uske alava isme preset ka bhi option hai jaisa ki mene apko phele bataya tha. Bahut hi kam time mein aap behaterin photo editing kar sakte hai. Navy Blue moody Lightroom photo editing tutorial preset download free
Lightroom App Ko Chalene Ke Liye Minimum System Requirements Kya Hai?
∆ Minimum 2Gb Ram
∆ Android Version 8.0+ / IOS Iphone version 12+
∆ 2Gb Internal Storage Empty Space
∆ Gud Processor For Smooth Run And No lags
How To Download Preset – Navy Blue moody Lightroom photo editing tutorial preset download free
Preset Download Karne ke liye niche download button diya hai usper click kare.