How to edit dark photo in autodesk sketchbook best photo editing tips in mobile.
hello friends kese he aap sab umeed karta hu aap sab bahut hi ache rahenge toh dosto aaj ke iss blog me me aapko sikane wala hu ki kese aap autodesk sketch application ki madad se appni photo ko dark effect ya black tone mode me edit karsakte he jaisa ki appne uper ek photo dekha usme aap dekh sakte he ki kitni ache awesome black tone me humne photo ko edit kiya he. toh appko me aaj isi type ki photo editing sikane waala hu chaliye shuru karte he or me jo bhi apps or materials ko use karunga un sabki download link appko isi blog ke end mein mil jaigi.
About Autodesk Sketchbook Application —
Dosto autodesk sketchbook ek photo editing app he iski madad se appni photos ko bahut hi ache tarah se edit kar sakte , colour edit kar sakte he or aapko bahut sare editing ke liye brushses mil jaige jinki madad se aap colouring , smudging or bhi bahut type me edit kar sakte h. aapko iska naam sunkar malum padgaya hoga ki isko autodesk company dvara develope kiya gaya he.
How to Edit Dark Photo –
Dosto sabse phele appko appni photo ko sktechbook mein add karlena he uske badh appki photo autodesk app me open hojaigi open hote hi appke samne bahut sare tools aajaigi sabse phele appko appni photo ki duplication copy bana leni he blending mode ko open karke . phir appke apas abbhi ek hi photo ki 2 copy ho jaigi usme appko ek photo ko select karna he or colour edit me jakar uski saturion ko -100 karna he or liuminace ko +5 rakna he phir appko eraser brush ko select karna he or uski size ko appne hisab se rak lena he or opacity ko +100 karke appne face or hands or legs se saturation ko remove karlena he.
Itna karna ke badh appko ussi photo ko select karke merge all button per click karke sabhi photos ko merge karlena he. aisa karne ke badh appki sabhi photo merge hojaigi or uske badh abhi appke paas ek photo rahegi or black effect bhi add hojaiga. uske badh abhi dosto appko ek light png ko ad karna hoga jiski download lnk mene isi blog ke end me di he app udar se download kar sakte he. download karke appko appko add image per click karna he or ek image png ko add karlena he jisko appne abhi download kiya he. add karne ke badh appko transformation appne hisab se set karke ok button per tap karna he. uske badh appko layers option me jakar light png ko select karna heor uski blending mode me jakar default se screen mode me change karlena he.
Change karneke badh appko transformer option me jana he or apppko uss png light ko adjust karna he or appne hisb se uske set karlena he. Set karne he bad appko save butto per click karna he or appne jo photo ko edit kiya tha usko Snapseed app me share karlena he or uus app mein add karlena he. add karte hi appke samne bahut sare option aajainge sabse phele appko selective toool ka use karna he he or apne photo ki light shadows ko adjust karne ke sath sath appko face or hands ko white karlena he. uske badh save karna he or portarait tool me jakar face ko smooth retouch karna he or photo ko appne device ke andar save karlena he.
Video Tutorial –
Download All Material —
Autodesk Skecthbook App – CLICK
Snapseed App – CLICK
Light Png – CLICK