how to edit like lightroom dark photo editing | free dng file Lightroom black tone preset download

Photo Editing

Hello Guys kese he aap sab umeed he ki sab bahot hi aache or mast he. to yaaro welcome he aap sab ka is blog ke ek or new post me jisme mene appko Lightroom black tone preset ko kaise download karna he or aap usko kaise appne photo ko dark editing yani black tone editing me use kar sakte he toh chaliye suru karte he aaj ka ye post or aapse ek requet he ki aap is post ko last tak padhe kyuki mene appko step by step batay he or appko kese lightroom black tone preset ko appne device mein downlaod karna he vo bhi step by step bataya hai. todays topic – how to edit like lightroom dark photo editing | free dng file black tone preset download

Lightroom App Kya Hota Hai ?

Dosto lightroom app ek photo editing software hai jiska pura naam adobe lightroom he abhi appko pura nam sunke yeh toh malum pad gaya hoga ki yeh software adobe ke dvara develope kiya gaya he dosto is software ko phele sirf desktop pc , mac ke liye laych kiya gay tha or jaise jaise time bitha jiska mobile version bhi lauch kiya gaya yeh software / application ek bahut hi powerfull photo editing app he jiski madad se app bahut hi proffessional types ki photo editing kar sakte he.

Ajkal ke lagbag sabhi photographer lightroom app ka use karte hi he kyuki colour gradig ke liye isse acha software appko kahi nahi milega. isko weddings photos bhi jyadad edit ki jati he or isme hum bahut hi achi achi pics / images ko edit kar sakte he. isme aap 2 types ki editing karsakte he phela he  manual editing jisme appko khudse edit karna padta he appne photos ko or dusra he preset editing jiski madad se appko koi bhi presets ko use karna he or appki photo sirf ek click me edit hojaigi. jaise udarhan ke liye mein appko is post me jo ek preset de raha hu ussi types mein.

 

Learn Free Photo EditingCLICK HERE

 

System Requirements Kya He ?

Dosto chaliye abhi mein appko batata hu ki Adobe lightroom mobile app ko appne mobile phone mein use or run karne ke liye appko appne phone mein kya kya jarurat padegi.

  1.  Appke device mein minimum 1GB ki ram honi chaiye
  2.  Appke device mein 3GB ki internal storage khali honi chaiye
  3. Appke device mein ek acha processor ho jiski madad se jyada application lag na kare.
  4. Agar Android he toh android version 6.0 marsmellow+ hona chaiye
  5. Agar iphone he toh IOS vesrion 10+ hona chaiye
  6. Or agar appke device mein preset sahi kaam na kare toh app lightroom ka latest version download kare.

Manual Editing Kya hoti He Puri Detail ?

Dosto jaisa ki mene appko phele short bataya tha ki  manual editing yani aapko khud se editing karni padti he toh appko me puri detail me batata hu ki manual editing me appko appni photo ko lightroom application mein add karna he or sabhi editing ko appko khud hi use karna hoga or use bhi karna hoga. jaise ki lights adjust , brightness , contrast , saturation , highlights , shadows , hsl colour grading , tempature white adjust , vibrance , vintage , clarity , texture or bhi kai sare tools he jinko appko khudse hi editing karna padega.

Dng File , Preset Editing Kya Hota he ?

Toh dosto jaisa ki mene appko manual editing mein bataya ki appne khudse appni photos ko edit karna padega appko usika opposite idar lagana he yani appko yaha sirf 1 click me apni photos ko edit kar sakte ho. per uske liye appko lightroom presets ki arurat padegi jinko appko download karna he or appne photos per use karna he appko sabhi tarah ke presets mil jaige jaise appko pasand ho. bas appko kisi bhi preset ko download karna he or lightroom app ko open karna he or appko preset ke sath sath appni photos ko bhi add karna he jisko aap edit karna chahte he. dono ko add karne ke badh appko aage kya karna he wo mene niche step by step likha he.

How To Use Presets In Lightroom App ( Using Only 4 Steps ) –

  • Step 1 add photo and preset in lightroom app
  • step 2 open preset in lightroom app
  • step 3 on left corner click on 3 dots and then click on copy settings
  • step 4 now open your photo that you want to edit as same on the left top click on 3 dots and thrn click on paste settings. photo editing using preset done.

 

Download Lightroom Black Tone Preset –

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *