Polarr App Photo Editing Tricks | Best Photo Editing App 2021 | Polarr qr code

Photo Editing Lightroom Lightroom Presets Snapseed

polarr app photo editing tricks , best photo editing app 2021 , polarr qr code free download

Hello Friends Hope karte hai ki aap sabhi log achi rahenge toh yaaro or doston aj ki iss new post mein me appko batane wala hu ki kaise aap polaar application ki madad se photo ko edit kar sakte ho toh chaliye mein appko step by step samjata hu ki kaise aap apni photo mein blue tone effect la sakte. sabse phele appko appne phone mein applications ko download karlena hai.

Apps – Snapseed , Lightroom , polarr

polarr app photo editing tricks , best photo editing app 2021 , polarr qr code free download

Toh yaro aapko uper woh apps mene bataiye woh sabhi ko download karlena hai download karne ke appne device appko install karlena hai thik hai.  or uske badh appne sabse phele snapseed app ko open karna hai usme appko +icon per click kaarke koi bhi ek photo ko add karlena hai jisko aap edit karna chahte hai. add karneke badh appke samne kuch iss tarah se interface ki appke face ke agge bahut sare snapseed ke editing tools aa jainge usme appko sabse phele tune image tool ka use karna hai thodi bahut adjustments karna haii jaise ki lights or shadows ko fir apply button per click karke appko edit ko save karna hai uske badh appko vinatge tool ko select karna hai.

Vinatage Tool –

Dosto vintage tool ko aap jaise hi selelct karenge appki photo vintage ke inside open hojaigi or appko usme 12 total filters milenge appko jo bhi filter pasand aye aap usko rak sakte ho or select kar sakte ho. uske badh appko usme thodi bahut adjusting karni hogi yani appko vintage filters mein brightness or kahi chizo ko levels me rakna hai jaise ki appko vinatge ki brightness ko +3 rakna hai , saturation ko +100 rakna hai, filter style ko +13 rakna hai or vintage effect ko +4 rakna hai dosto itna karne ke badh appko right me ek tick ka optionn milega uske uper click karke all editing ko apply karlena hai. abhi humne vinatge tool me puri editing karli per jo humne editing ki thi usme humne appne model ki skin ke uper se effect ko remove karna hai toh aise karne ke liye appko ek button milega edit stack ke naam se woh appko uper ki side mein share button ke pas me  mil jaiga toh appne uske upper touch karna hai. touch karne ke badh appke samne top edit effect me ek vinatge naam ka card milega usko select karna hai phit usme brush icon ko select karna , brush icon ko select karne ke badh appko appne face or skin se effect ko remove karne ke liye appko side mein ek invert this effect ka option milega usko appne select karna hai or uski opacity 100 rahegi toh appko usko 0 karna hai or uske badh appko appne face or skin ke uper shade karna hai dhere dhere aap jaise hi shade karenge appke skin ko face se vinage effect remove hojaigi. toh dosto abhi appko next tool ko use karna hai or usko use karna hai us tool or features ka naam hai Lens blur

Lens Blur –

Yaroo appko lens blur tool ko open karne ke liye sabse phele tools per click karna hai or or usme appko slide down karna hai aap jaise hi slide down karenge appke samne last me ek lens blur name ka tool aajaiga usko appne select karna hai aap jaise usko touch karnege appko 2 types ki lens blur mil jaiga or baut sare editing lens blur jaise tool toh uske appko jo 2 types ke blur mile hai usme appko round shaped blur ko selection karna hai or uski blur strength ko 50+ rakna hai oruske badh uski tranision ko 0 rakna hai or vintage effect ko bhi 0 rakna hai. itna karne ke badh appko apply ke uper click karke lens blur editing ko apply karlena hai abhii dosto aapne jaise blur effect ko apply karenge appko background ke sath sath appki puri photos ne blur effect aa jaiga toh humko sirf background me hi blur chaiye tho dosto abhi humko kya karna hoga ki humne appne model yani appne sirf model ko chohd kar appne photo me blur effect ko aad karna hai tho abhi jo extra blur effect hai uskoo remove karne ke liye appko same appne jaise hi vintage effect me appne face se effcet ko remove kiya tha vaise hi karna hai bas isme appko thodisi changes karna hoga

Woh kya changes karna hai chaliye mein appko samjata hu toh dosto appko  lens blur ko edit karne badh appne jaise hi blur ko apply kiya appke face ke uper bhi jo blur hai woh add hojata hai thik hai toh appko apply ke uper click karne ke bad same appko share ke pass mein jo button hai uske uper click karna hai edit stact ke uper jaise ki appne vintage tool mein kiya tha aap jaise hi edit stack button per click karenge appke samne top mein ek lens blur tool name ka card ayega appne usme touch karna hai uske badh touch karne ke badh fir appko brush icon per click karna hai or dosto appko yaha per dyan dena hai ki appne vintage tool mein invert button ka use kiya tha per appko yah per invert per click nahi karna appko yah aper opacity ko 100 rakna hai or fir sirf appne background mein lenss blur effect ko add karlena hai. add karne ke badh apko side mein ek tick ka button milega appko uske uper clik karna he or lens blur effcet edit ko save karna ai save karne ke badh dosto appko abhi selective tool ko choose karna hai or +icon per click akrke 3 layers banana hai ya aap jyada bhi bana sakte ho jitne appki skin ki area he toh appko ek layers k face or ek ko hands or ek ko lengs per rakna brightness ko increase karna he phir saturation ko decrease karna hai itna dosto hone ke badh snapseed mein editing complete hue appko abhi apply per click kar hai.

Apply per click karne ke badh appki photo snapseed app mein puri tarah se edit hogai he abhi humne baclground ka colour ko change karna hai toh iske liye appko photo ko share karnah hai snapseed app mein appko share ka button uper ki side mein mil jaiga share karke appko edited photo ko lightroom mein add karna hai. uske bad dosto appko ek preset ko bhi add karna hoga us preset ki download link mene isi post ke end mein diya hai aap waha se easily download kar sakte hai. download karke appko us preset ko bhi lightroom ke andar add kar lena hai lightroom add karneke badh yaaro abhi appko lightroom application ko open karna hai lightroom app mein appko phele preset ko open karna hai or  uper ki side mein appko 3 dots milega usme appko copy settings karlena hai phir appko apni snapseed edited photo ko open karna hai usme bhi appko uper ki 3 dots per click karna hai usme appko paste preset settings ka option milega bas doston appko uske uper click karna hai or apki photo edit hojaigi bilkul same jaise appne iis post ke first mein before and after deka tha. toh dosto bas itna hi karna hai dosto aaj ki is post mein itna hi umeed karta hu aapp ko ye photo editing pasand aya hoga. thank you.

Download Preset Here –

 

Also Read – How to change background in snapseed app using only 2 steps 

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *