Hello friends, hope all your doind well and all are good welcome to the new post this website today am gonna tell you how can you change background colour using only one photo editing app named autodesk skecthbook. toh hanji ji dosto umeed karta hu aap bahut ache tarah se rahenge toh doston aaj mein appko sikaunga ki kaise app autodesk application ki maaddad se appni photo ko edit karsake he jaise ki uski background ka colour ko kaise change karenge jaise hum lightroom aap mein karte hai same usi type ki background colour changing hum autodesk sketchbook app mein karne wale hai. or sath mein me appko apppne dress / shirt ka colour ko kaise change karenge woh bhi isi post mein batane wala hu toh app is post ko end tak padiyega kyuki meine appko free background download links bhi isi post ke bich mein dihui hai. ajki topic hai sketchbook photo editing tutotial | how to change background colour in autodesk sketchbook app
Sketchbook Photo Editing Tutorial
Autodesk Sketchbook Kya Hai – Dosto autodesk skecthbook ek bahut hi popular photo editing app hai jisko bahut se photo editors or normal users bahut hi jyada pasand karte hai. kyuki dosto iss application ki madad se har type ki photo editing hosakti hai jaise app chaiye aap waise editing photo isme karsakte hai. or iss app ko jyadar tar log sirf smudge tool ko use karne ke liye use karte hai aap smudge tool ki madad se appne face ya skin ko proffessional type ki retouch kar sakte hai or ek dum high end skin ko smooth kar sakte hai isliye is aap ko jyada use kiya jata hai or isko hair style editing ke liye bhi jyada use karte hai. same aap smudge tool ka use karke appne hair ko bhi edit kar sakte hai bahut hi achi tarah se. jaise ki aap same adobe photo shop mein karte ho jo computer mein chalta hai waise hi same to same aap is autodesk sketchbook ki madad se editing kar sakte ho.
Sketchbook app se background ko change kaise kare ?
Dosto Chaliye ab mein appko step by step batata hu ki kaise app autodesk sketchbook ki app ki madad se appne backround ko change karenge ke dosto appko mein 2 option deta hu agar appko reading karke editing samaj mein aa rahi hai toh achi bath hai or agar appko read karke editing mien confusion hai toh aap yaha per click karke hamara video format bhi dek sakte hai jisme mene appko step by step samjaya hai. toh appko video dekhar bhi sik sakte hai or jisko read karke editing sikni hai woh continue iss post ko padte rahe.
Toh chaliye ab mein appko batata hu ki kaise aap background ko change karenge toh dosto sabse phele appko appne mobile me autodesk sketchbook app ko download karlena hai or install kar lena hai. download or install karne ke liye yaha per CLICK kare or appne device mein install kare. install karne ke badh appko appke mobile phone ki photos gallery ko phele open karna hai open karneke badha appko woh wala photo ko select karna hai jisko aap edit karna chahte ho select karne ke badh appko niche ya uper ki side mein ek share ya send ka button dikhe ga appko uske uper click karna hai aap jaise hi uske uper click karenge appki photo send karne ke liye ready hojaigi abhi appke samne send karne ke liye bahut sare apps ka icons or option aa jaiga appko usme autodesk sketchbook app ko select karna hoga or ussi app icon per click karna hai aap jaise hi tap karenge appki photo sketchbook application mein open hojaigi.
open hojane ke bad abhi appko editing ko shuru karna hai appke samne bahut sare editing karne ke liye options ayenge appko unme phele koi bhi nahi karna appko phele layers option per tap kar hai toh app click akrte hi appke samne appke 1 photo ka layer aa jaiga appko usse select karna hai or tap button karna hai phir ussme appne duplicate this layers per click karna hoha iise kya hoga ki appki photo ki ek or copy ban jaigi or appke photo ke uper hi add hojaigi uske badh appko colours ke uper click karna hai or appko jo bhi background colour rakna hai usko select karna hai yani appko jo bhi pasand ho uss rang ko choose karna hai or uske badh apko koi bhi ek paint brush ko select karke painting start karni hai.
jaise abhi hume sirf or sirf background ka rang badalna hai toh islye abhi appko sirf appne photo ke background ke uper hi is colour ko add karna hai. dosto appko bilkul dheere dheere appne background time lekar colour ko add karna hai thik hai. toh appne colour ko jodne ke badh abhi appko layer ko select karna hai or uski blending mode ko change karna he. toh iske liye appko layer per 1 click karna he phit usme appko blending mode ki option nazar ayegi toh appko uske uper tap karna hai ek bar aap jaise hi tap karenege appke samne bahut sare option aa jaingi jaisi ki – overly , darken , multiply , screen , light , or bhi bahut se option milenge toh appko sabse last ki 1 , 2 line chohdkar HUE ka option milega appko usko select karna hai toh app jaise hi usko select karenge appki photo ki background colour change hojaigi.
Abb chaliye agle step ki or badte hai jisme humne appne dress ya shir ka colour change karna hai. toh doston appko iss step ko bhi same to same waise hi karna hai jaise ki appne background colour change karte samj kiya tah yani colour ko choose karke sirf appne shirt per add karna hai per iss bar appko jo blending mode rakna hai wo appko HUE ki bajai COLOUR me rakna hai yeh appko main dyann rakna hai nahi toh appki shirt ki colour change nahi hogi. dosto itna sab edit karke agar appko face ko smooth or white kaise karte hai woh janna hai toh aap hamra yeh video dek sakte hai YAHA PER CLICK karke jisme mene appko step by step bataya or achese samjaya hai.
Watch Free Tutorials –