snapseed photo editing | Snapseed Dark Photo Editing | Snapseed Se Photo Editing kaise karen
hello friends , hope all your good and fine , toh dosto aaj ki is new post mein swagat he aap sabka dosto aaj me appko dark blue tone photo editing kaise karte he snapseed app ki madad se woh is post me sikane wala hu toh appse reuest he ki aap iss post ko pura padiye kyuki isi post ke end me meine jo material ya pngs ko use kiya he un sab ka download link diya he. toh chaliye shuru karte he.
Snapseed Dark Photo Editing
so sabse phele dosto appko mein yeh bata dete hu ki snpaseed dark photo editing kya he. dosto snapseed dark photo editing yani appki jo photo he usme light or brightness ko decrease kiya jata he matlab ho bhi appke photo me object ya model he usko chord kar baki background ko dim karna or uske badh background ka halka sa black ya dark effect ko object ke uper lana.
Download Snapseed App – Click Here
How To Edit Dark Photo Editing In Snapseed ?
Watch Video tutorial – Click Here
So chaliye appko batata hu ki kese aap dark photo editing kar sakte he. sabse phele appko ek phone le lena he koi bhi jaise android / iphone ya fir tab fir usme appko snapseed appko is link per click karke download karlena he or appne device mein install karlena he. install karne ke badh aab appko phele snapseed app ko open nahi karna he. chaliye mein appko sikata hu sabse phele appko appne device ki gallery mein jana he or us photo ko open karna he jisko app edit karna chahte he open karke appko photo ke niche ya phit uper ki side mein ek share button ka option milega.
Ush share button per click karna he aap jaise hi us per click karenge appse puche ga ki app kisme send karna chahte he toh appko samne bahut sare apps aajainge usme appko snapseed ko select karna he or appni photo ko snapseed mein send karlena he. send karte hi appki photo snapseed app mein open hojaigi open honeke badh appko bahut se editing me features dikenge usme appko tools ke uper click karna he or app jaise hi tool ke uper click karenge ke appne samne bahut sare tools and editing filters aa jainge usme appko sabse phele tune image tool ka istemal karna he isme appko appne photo ki brightness , contrast , saturation ko pura decrease , ambiance , hightless ko adjust karna he appne hisab se per dyan rahe appko saturation ko full -100 karna he or right tick ke uper click karna he or save karna he.
Save karne he badh appko uper share ke paas me ek edit stack ka button milega uske uper click karne he usme view edits per click karna he. usme appko tune image ko choose karna he tune image ko open karneke bad appko ek brush ka icon dikega usme apko aana he or sirf appne face or dress ke uper se se tune image ki sari filter effect ko remove kardena he. aapko bahut hi dheere dheere karna he or karne ke badh right tick ke uper click karna he or save karna he. save karne ke baadh appko wapis tools ke uper ana he or is bar appko white balance ke uper click karna he or usmne temp ko thoda minus or tin ko thoda pluse karna he appne hisab he or save per click karne save per click karke appko same tune image ki tara iski bhi filters ko face or dress se remove karna he edit stack me jakar phir appko save karna he.
Abhi appko save karne ke badh vapas tools per jana he or iss bar curves tool ko use karna he. curve tool ko open karke appko usme phele red colour ko choose karna he or graph ko niche ki or kichna hep=uske badh appko blue colour ko choose karna he or usme appko graph ko thoda uper lejan he or itna honeke badh appko tick ke uper click karke save karna he or isbar bhi appko same tune image ki tarah edit stack mein jakar face or dress se filter ko remove karlena he. karne ke appko ok per click karna he. or uske badh appko snapseed ki home per ana he or aane ke badh apko firse tools ke uper click karna he or isbar appko selective tool ka use karna he or iss tool ki madad se app appne face ko wwhite karsakte ho or appne background ki thodi coour adjust or appne dress me thoda details dal sakte he. toh appko yeh sab tool ka use karke edit karke right tick per click karna heor save karnlena or appko photo snapseed application mein dark mode edit edit hon jaii abhi appki uper DONE ka option milega aap jaise hi usper click karenge appki photo appke device mein save ho jaigi. Agar Appko koi Bhi Confusion He toh app youtube per LINK ki madad se free mein photo editing ke videos dekh sakte hejisme mene appko stepp by step samjaiya he.
Also Read — how to edit dark photo in autodesk sketchbook best photo editing tips in mobile
Download Light Png –