Vn Editor konse device mein support leta hai.
dosto vn editor kin platforms mein support karta hai wo mein apko isi paragraph mein batane wala hu. guys vn app sabhi platforms k liye banaya gaya hai. jais eki yeha android , iphone ,mac , windows sabhi ke liye available hai or is achi bath se aap apne files ko one device se another me transfer kar sakte hai. aga apke pass android hai toh apke phone ki requirements batata hu apke device me minimum 3gb ram or 2gb internal space empty hona chaiye. or apki android version 7.0+ hona chaiye or agar koi acha wala proccessor hoto acha hoga kyuki video editing app me apko rendering or export mein problem nahi hogi or sath mein editing karte time application smoothly run karega. iphone users k liye minimum 2gb ram 2gb storage emppty ios version 10+ a6+ chipset. per agar apke pass laptop ya pc ya mac hai toh apko iske double se bhi jyada specifications chaiye jaise ki 8gb ram window 10 ya upper.
vn blue tone filter ko download kese kare –
Guys iss blue tone vn editor filter luts ko free mein download karne k liye niche diye gaye download button per click kare