adobe lightroom new preset download | snapseed background photo editing

adobe lightroom new preset download | snapseed background photo editing

Lightroom Lightroom Presets Photo Editing

Adobe lightroom new preset download | snapseed background photo editing

Hello Dosto , Kese he aap sab log umeed karta hu ki aap sab bahut hi ache or badhiya rahenge dosto sagwat karta hu aap sab ka iss new blog mein jisme ki me appko sikauga ki aap kese iss tarah ki photo editing kar sakte he.

Toh dosto jaisa ki appne 2 photos dekhi jisme aap dekh sakte he before and after photo jo edit karne ke badh bahut hi ache colour mein editing hui he, dosto is photo ko edit karneke liye mene 2 apps ka use kiya he Lightroom OR Snapseed or 1 DNG Lightroom preset bhi use kiya he. appko iin apps or preset ko kese download karna he woh bhi mene appko isi blog mein bataya he.
Dosto aapko sirf iss blog ko pura padna he kyuki mene appko ek Free lightroom preset bhi diya hua he isi blog me. toh chaliye  shuru karte he aaj ke is kamal ke blog ko.



ads
Dosto 1st application appko snapseed ka use karna he snapseed aap ko download karne ke liye is LINK per click kare , dosto link per click karne ke badh appko samne ek page pen hoga usme appko 1 download button milega uske uper click karna he or click karne ke badh appke phone snapseed application successfully download hojaigi. download karne ke badh appko appne mobile me install karlena he.install karne ke badh appko phele is application ko open nahi karna he.
Download or install karneke badh appko appne mobile ke gallery mein aana he or appko jo photo bhi edit karni he usko open karna he uske badh us photo ko select karna he uske badh us photo ko share buton ke uper click karke share karna he fir usko snapseed application mein send karlena . send karne ke badh appki photo snapseed application mein open ho jaigi abhi aap jaise chahe waise appne photo ko edit kar sakte he , appko snapseed application mein bahut sare editing tools bilkul free mein mil jaige. iss appp mein editing kese karne he woh toh me appko waha per likh kar nahi bata sakta islye me iski ek video bananyi he wo appko niche mil jaigi usko aap jarur dekhiye ga.

 

Dosto Jaise ki appne dekha ki mene photo ko snapseed app men edit karne ke badh usko lightroom application me edit kiya he. toh jab appki photo snapseed app mein edit hojaigi tho usko aappko appne mobile me save kar lena he.save karne ke badh agar appne mobile mein lightroom app nahi he toh usko phele download karlena , lightroom app ko download karne ke liye is LINK per click kare.

Dosto ligthroom app ko download karne ke badh appko is app ko appne mobile me install kar lena he , install karne ke badh appko isko open karna he open karne ke badh appke samne ek + ka icon yaega usme add ka option hoga uske uper click karnke appko us photo ko add kar lena jisko appne snapseed app me edit kiya tha. add karne ke abdh apko is photo ko lightroom app ki madad se edit karlena he uske badh us photo ko save karna he save karne ke bad appko us photo ko lightroom app se delete yani remove kardena he.

Remove karne ke badh appko same usi photo ko add karna he jo appne abhi save kiya tha uske sath appko 1 DNG Preset ko add karlen he us preset ko download karne ke liye me appko niche link dedunga. photo or preset dono ko add karne ke badh phele appko preset ko open karna he or appko uske uper ko or 3 dots ka optin milega us 3 dots me jakar appko preset kisettings ko copy karlena he. copy karne ke badh appko appni photo ko open karna he or us photo ke uper 3 dots per click karke Paste settings ke uper click karna he. aap jaise hi paste karenge appki photo puri tara se edit hojaigi.

Agar appke edit ke badh colour ka light exposure ka issue ata he toh aap uske mix tool ki madad se edit kar sakte he jaisa ki mene appko video me bataya . agar appko koi bhi confusion ho tho aap ek bar uper diyegaye video ko puri tarrah se jarur dekhe. dosto aa ke blog mein itna hi milte he agle blog mein tab tab ke liye bye!

DOWNLOAD MOODY  PRESET HERE –

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *