moody grey tone

Snaspeed Moody Grey Tone Photo Editing Tutorial || Lightroom Urban Photography Editing || Preset Free Download

Photo Editing Lightroom Lightroom Presets Snapseed

Hello Dosto Kese HE aap sab log umeeed karta hu aap sab bahut hi ache aur badhiya rahenga. dosto sawagt he aap sab ka is new blog me jisme me appko sikaunga ki jo appne abhi ek uper PHOTO dekha jisme aap dekha sakte he ki phele photo aur usko edit karne ke badh wo kaisa dikh raha he. toh dosto aaj ke is new blog me appko isi type ki photo editing sikaungajisme aap appne photo me moody grey tone jaise urban photography ki tarah se photo editing hoti he. aur appko ek free lightroom preset bhi denewala hu toh appko is blog ko pura padna he.

Dosto Sabse Phele Appko is tarah ki photo editing karne keliye 2 apps ki jarurat padegi wo un applications ka naam he SNAPSEED or LIGHTROOM he dono apps appko bilkul free me download karne ke liye mil jaige. download karne ke liye appko niche diye hue link per click karna he.

SNAPSEED APP DOWNLOAD KARNE KE LIYE YAHA PER CLICK KARE

LIGHTROOM APP DOWNLOAD KARNE KE LIYE YAHA PER CLICK KARE

 

Dosto appko iin dono apps ko download karna he or appne mobile phone me install karlena he uske bah appko appne mobile ke gallery me jana he or appko jo bhi photo editing karna chate he us photo ko open karna he or usko share button per click karke snapseed app me send karna he. snapseed app me send karne ke badh appki photo snapseed appliction ke ander open hojaigi uske badh appko snapseed application me iin tools ka use karna he.

  • TUNE IMAGE TOOL – dosto is tool ki madad se appko appne photo ki shadows or highlights ko adjust karna he, – me rakne ki kosis kare appne photo ke hisab se adjust kare
  • DRAMA TOOL – dosto is tool ki madad se aap appne photo me dramatick effect la sakte he. appko isko select karna he or uske badh appko DRAMA EFFECT NO.2 ko use karna he. kyuki is effect me appko saturation levels acha milta he. drama tool me appko filter strenght ko 50+ rakna he or saturation ko bhi 50+ rakna he. or isko apply karna he, uske badh appko edit me jake vapis appko sirf appne face ke uper se saturation ko erase karlena he
  • SELECTIVE TOOL – Dosto appko selective tool ka use karke appne face keĀ  uper rakna he ya phir appko jo bhi skin ko white karne he uako uper isko apply karna he
  • PHOTO edit karne ke badh usko save karna he.

Dosto Itna hone ke badh appko LIGHTROOM application ko open karna he or appne jo photo snapseed application me edit ki thi usko LIGHTROOM app me add karna he. add karne ke badh appko ek PRESET Bhi add karna padega us preset ko download karne ke liye appko me is blog ke niche download link dedunga uske uper click karke appko us preset ko dowload karna he or lightroom app me add karlena he add karne ke badh

Sabse phele appko PRESET ko open karna he or uski settings ko copy karna he. preset ki settings ko copy karne ke badh appko appne photo ko open karna he jo appne snapseed app me edit kiya tha. open karne ke badh appko preset ki settings ko paste kardena he. or appka photo puri taraha se edit hojaiga or appke photo me MOODY GREY TONE EFFECT Ajaiga.

Agar Appko Photo Editing Karna me koi bhi dikat ati hetoh app is video ko dekh sakte he jisme mene appko step by step batatya he

 

DOWNLOAD MOODY GREY TONE PRESET —

CLICK HERE TO DOWNLOAD

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *