vn editor filter download | moody tone luts download for vn video editor

Video Editing VN Editor Filters

hello doston to Dosto aaj main aapko sikhane walon ki Kaise aap VN editor App Ki madad se Apne video mein kuch yellow type ka colour tone La sakte hain. to doston ummid karta hun aapse bahut hi badhiya Honge aur bahut hi acche Honge Nahin bolenge. to doston aap se request hai ki aap is post ko end Tak padhiye. Kyunki main aapko ISI post ke bich mein download link dihui Hai Jiski madad se aap yellow tone filter Ko download kar sakte ho. to Chaliye aaj ki is post ko Shuru Karte Hain.vn editor filters download, topic vn editor filter download | moody tone luts download for vn video editor

vn editor filter download | moody tone luts download for vn video editor

To doston post Shuru karne se pahle main aapko thoda bahut Mere bare mein Bata deta hun mera naam hai Yogesh aur aap he www.Yogesheditography.in website per jismein aapko rojana new background, PNG, lightroom presets, video editing luts , video editing presets Aur Bhi Kai Tarah Ki photo and video editing tips and tricks sath mein editing material download karne ke liye provide Karte Hain. to doston Agar aapko bhi photo and video editing Mein interest hai Toh aap Hamara YouTube channel is link per click Karke subscribe kar sakte hain aur uske pass main aapko Ek Bell icon dikhega usko all notification per click karna hai use kya hoga Ki Jodi main future main updates dunga sabse pahle aapko notification mil Jayegi. to Chaliye Shuru Karte Hain

VN editor app kya hai –

to doston Vn editor app Ek full video editing app hay. is app ko may 4 2018 ko release Kiya gaya tha use time iski Itni popularity Nahin thi. lekin Jab Se short ka Jama hai ya nahin Jo short video ka Jamana Aaya Jaise Tik Tok , YouTube short , Facebook short, Instagram reels , Tu Jab Se yah short video ka platform Aaya Tab Se video editing jo mobile ke platform ke liye available hai vah Sabhi software jaise ki kinemaster powerdirector aur uske sath mein VN edit app be popular Ho Gaya.

kinemaster powerdirector bahut Pahle Se istemal karti hai bahut se YouTube per Inko jyadatar use karte hain. lekin inmein ek problem hai Jaise aapko kinemaster mein aur powerdirector mein aapko premium version kharidna padta hai free version use karte ho to aapko water Mark Ke Sath Milta hai aur aapko Limited features Milte Hain. yah jo ae vn editor app hai ya completely free hai ismein aapko koi bhi watermark Nahin Milta. ISI vajah se jyadatar log isko Pasand Karte Hain aur lagbhag Sare Instagram mers for Facebook shorts YouTube short ease ko istemal karte hain abhi ke time mein.

VN editor app mein  kis type ki video editing kar sakte hain – yellow filter

to doston aapko VN editor application mein lagbhag Sabhi ratio editing mil Jaati Hai jaise ki aap Instagram reel, igtv video, Facebook video, Facebook short, YouTube video ,YouTube short, Twitter video Aur Bhi Kai type ki video editing aap ismein bahut Hi Re aasani se kar sakte hain aur aap ismein 480 p, 720 p, 1080p, 2K, 4K, original format, types ki editing kar sakte hain vah bhi 30 frames, 60 frames, 120 frames per second type ki ediiting bhi kar sakte hain agar aap ki video inn frames ko support karti hai. doston VN editor app Ek bahut hi powerful aur popular video editing tool hai Jisko bahut hi aasani se use kar sakte hain. starting main aapko sikhana padta hai thoda bahut per aap Jaise isko use karte rahenge aapko utna hi easy lagega.

Download VN editor app — click here for Android

Download VN editor app — click here for iPhone ( iOS)

Vn editor App System Requirements –

doston vn video editor app ko Apne device Mein Run karne ke liye aapke phone main Kuchh requirements honi chahie. tabhi aap is video editing software ko Apne device mein smoothly Chala sakte ho. to doston Agar aapke pass Android hai usmein minimum Android version 7.0 yani nougat ya fir iska koi bhi upper version Hona chahie. phone Nahin minimum 2GB ki RAM storage Hona chahie or Iske alava 3GB system internal storage bhi Kali honi chahie. Iske alava aapke phone mein Ek Achcha Sa processor bhi Hona chahie. aur aapke phone mein jitni Jyada Ram hogi utnihi smooth yah application aapke device main chalegi. aur Agar aapke pass iPhone hai to Aapka Jo iOS version Hai vah 10.0+ Hona chahie Aur ismein Bhi aapko minimum 2GB RAM honi chahie. aur iske sath sath iPhone mein minimum 5 GB ki internal storage empty honi chahi.

How To Apply Filter –

VN editor app mein Filters ko add kaise karen –

filters ko add karne ke liye aapko sabse pahle VN editor app ko open karna hai. open karne ke bad aap Koi Bhi Agar video edit karna chahta video ko add kar lena hai pahle. video add karne ke bad usko open kar lena hai.

open karne ke bad ab Dekhe to Upar jaise ki photo main ab dekh Sakte aapke Samne Kuchh Is Tarah ka interface aaega to usmein aap ko niche filter ka option per click karna hai click karne ke bad aapke Samne Kuchh Is Tarah ka interface aaega..ismein Dekh Ke Upar photo dikh raha hai usmein ko plus+ vale icon per click karna hai. likhane ke bad aapko Apne file manager se Ek filter ko add kar lena hai Jiska Link main ISI post Mein Di Hui Hai. to aapko voh link is post ki last Mein mil Jayegi Udhar Se appko download kar lena hai download karne ke bad vn editor app mein add kar lena hai.

add karne ke bad aapke Samne Kuchh Is Tarah ka interface aaega. Jaise kya Upar photo dekh sakte ho. usmein aapko first filter ke upar click karna hai. to aap Jaise click Karenge aapki video ki background ki colour change ho jayegi to bus aapko itna hi kar rahe hain aapki video edit ho jayegi. aur aapki video ki background colour change ho jayegi is filter ki madad se. Iske alava agar aap koi bhi manual editing karna chahte hain. to aap kar sakte hain aur Agar aapko Kuchh Nahin Karna Tu uper right side mein export ka option dikhega usko per click Karke video ko gallery andar save kar lena hai

 

Conclusion

Do You find This vn editor filter download | moody tone luts download for vn video editor

helpul? and do you like it and which types of editing you like and which types of Vn editor Filters you like?

please share your opinions below this post on comment box. we are always provinding you the best and free lightroom presets for free everyday so please remember to share this post with your friends and your loved ones. and of you social medias like whatsapp , instagram , facebook and others

 

Also Read – vn editor green filter | download vn editor hd green tone filter

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *