PixelLab Application Se Photo thumbnail kaise banaye phone me | sabse asan tarika

Photo Editing

PixelLab Application Se Photo thumbnail kaise banaye phone me | sabse asan tarika

Hello dosto kese he aap sab umeed karta hu aap sab bahut hi ache or badhiya rahenge dosto aaj ke is new blog mein mein aapko bataunga kis tarahh se pixellab application ko appne mobile phone mein download karsakte or install kar sakte he. sath mein appko iske faide bhi bataunga or isko use kaise karte he woh bhi mein appko is blog mein bataunga. toh dosto app se ek request ki aap is blog ko puri tarah he padhe. toh chaliye shuru karte he. PixelLab Application Se Photo thumbnail kaise banaye phone me | sabse asan tarika

PixelLab Application Kya Hai? PixelLab Application Se Photo thumbnail kaise banaye phone me | sabse asan tarika

Dosto pixellab ek Editing appliction he jiski madad se app appne photo editing karsate he, thumbails banasakte he, poster banasakte he , banners banasakte he or bhi bahut tarah ki aap isme editing kar sakte he or aap inn sab chizo ko bilkul free mein use kar sakte,
Iske alava dosto is aap mein or bhi bahut sare features he jaise photo ka background ko erase karna , cropping , shape crop , light effects , portrait editing , landscape mode editing or bhi bahut tarah se aap is me editing kar sakte he or appko agar janna he ki isme editing kese karte he toh me appko ek niche video dedunga jiski madad se appko puri tarah se samj aa jaiga ki isko sahi he kese use karte he.

System Requirements —

  • Minimun 2bg ram For Android / Minimum 1 Gb Ram For Iphone (ios)
  • Android Version 5+ Lolipop+ / IOS Version 10+
  • 500 Mb Internal Empty Space Require For Both Android or Iphone(ios)

 

Use Kaise Kare —

Dosto agar appne koi bhi photo editing apps ko phele kabhi istemal kiya hua he tho appko is application editing karne mein thodi si asani hogi or agar appne is se phele kabhi editing nh ki he tho appko shuruat mein thodi si dikaat hogi per agar aap isko bar bar use karte he toh bilkul ise sik sakte he or appko samaj aa jaiga ki isko kese istemal karte he.
Agar Appko Sikna He Ki Pixellab App Ko Istemal Kese Karte He Toh Is Video Ko Dekh Sakte He —

Pixel Lab Ko Download Or Install Kese kare —

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *