snapseed dslr background editing

Snapseed Background Changing Like Dslr | Snapseed Background Change | Yogesh Editography

Photo Editing Background Lightroom Snapseed

Namaste Dosto kese he aap sab log umeed karta hu app sab bahut hi ache or badiya rahenge toh aaj ki is blog mein hum appko batenge ki aap kis tarah se appne photo ko snapseed application ki madad se appne background ko change kar sakte he or sath mein appko yeh bhi sikaung aki aap kis tarah se appne shirt colour ko bhi change kar sakte he. Dosto aapko is blog ko bas pura padna he. kyu appko mein is blog mein ek background or ek shirt colour free mein dene wala hu. Jisko aap free mein download kar sakte he. Yogesh Editography

Blog ki topic shuru hone se phele hum appko batana chahte ki aap ki agar aap hamare youtube ka video dekhar aye he toh sabse phele appko babhyt bahut dhanyawad ki appne hamara youtube video ko dekha. or jaisa ki appko pata he ki humne video mein appko batayat tha ki aapko background download link or shirt colour downlaod link descreption me mil jaigi. toh un dono ko mein appko niche dedunga. Chaliye aaj ke is kamal ki blog ko shuru karte he…

agar appko pura detailed video chaiye toh aap hamare youtube yogesh editography appko bahut sare editing videos mil jaige toh agar appko videos dekhe editing sikhni he toh app hamre youtube channel ko subscribe kar sakte he.

 

BACKGROUND CHANGE / CUT / ERASING KYA HE ????

Dosto background change karna ya usko erase ya fir cut karna yani yaha ek photo editing kahi part he . background change karna yani app jo photo edit kar rahe h uska piche ka hisa jo piche background he usko remove karke dusra background set karna esehi back change khatehe

PHOTO KA BACKGROUND CHANGE KAAISE KARE???

Dekiye Dosto Sabse phele appko google play store snapseed application ko download karlena he uske badh aapko apni phone ki gallery open karni he uske badh appko jo bhi photo edit karni he usko open karna he . us photo ko open karke usko share karna he .uske liye appko share wale buton ke uper click karna hoga. phir uske badh appko appni photo snapseed app mein open karleni he

open karne ke badh….

  • agar appke photo mein light jyada he toh usko app tune image tool ki madad s edit kar sakte he
  • uske badh hum toda appne face ko glow karenge uske liye appko selective use karna padeda
  • dosto itna sab honeke badh appko last double exposure naam ka tool dikega usko appne open kar lena he
  • open karneke badh usme ek add photo ka appko option dik raha hoga udar se apko ek background photo add kar lena uska download appko mein niche dedunga
  • toh us background ko appko add karlena se phr usko appko apne photo ke size ke hisab se adjust karlena he
  • size ko adjust karneke badh appko niche ek water drop ka option milega toh usko open karke background ki opacity ko 100 kar lena he . phor appko edit apply kardena he
  • edit ko apply karne ke badh uper ke side mein share button kr pass appko ek edit stack ka button milega usse appko open karna he uske badh edit view mein aa jaige . usme appko view edits lena he or doudle exposure option ko select karna he
  • double exposure option ko select karne ke badh appko ek brush ka icon milega usko open akrna he
  • abhi appko background ko change karna he jaise appko niche invert ka button milega usko appko blue colour mein change kardena he.
  • or lastmein appko double exposure ki opacity ko 100 rakhe sirf appne background yani model ko chord he sirf piche piche brush karna he
  • jaise appne pure background brush karenge appka photo bahut hi acha lagega

Toh dosto aj ke is aricle me itna hi milte he aagle blog mein bye…..

Kya aapne hamara yeha video dekha he???

 

Download Background —

Dslr_Bg_By_Yogesh_Editography     CLICK HERE TO DOWNLOAD

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *